BSEB Matric Exam 2027 ke liye 18,000+ se adhik chapter-wise VVI objective questions, answer key, online practice test aur free PDF notes. Apni taiyari ko banayein 100% strong!
Bihar School Examination Board (BSEB) ke latest pattern ke anusaar, har vishay mein 50% marks objective questions (MCQ) ke liye nirdharit hain:
| Subject (विषय) | Total Marks | Objective Questions Asked | To Attempt (उत्तर देना है) | Objective Marks |
|---|---|---|---|---|
| Mathematics (गणित) | 100 | 100 MCQs | Any 50 | 50 Marks |
| Science (विज्ञान) | 100 (80+20 Practical) | 80 MCQs | Any 40 | 40 Marks |
| Social Science (सामाजिक विज्ञान) | 100 (80+20 Practical) | 80 MCQs | Any 40 | 40 Marks |
| Hindi (गोधूलि / वर्णिका) | 100 | 100 MCQs | Any 50 | 50 Marks |
| Sanskrit (संस्कृत - पीयूषम्) | 100 | 100 MCQs | Any 50 | 50 Marks |
| English (Panorama) | 100 | 100 MCQs | Any 50 | 50 Marks |
Note: Kisi bhi vishay mein Negative Marking nahi hoti hai. Isliye sabhi nirdharit prashnon ka uttar zaroor dein!
Apne vishay ka chayan karein aur chapter-wise objective questions, model papers aur online test series ka labh uthayein:
Rank Dangal app par 18,000+ chapter-wise VVI objectives, daily live rankings, Sunday review, aur 2024-2026 PYQ PDF notes bilkul free milte hain. Aaj hi lakhon bihar board toppers ke saath judein.
Bihar Board Class 10th Objective Questions se jude chhatron ke mukhya sawal: